Breaking

Sunday, May 26, 2019

Audio Amplifier Using A 6283 IC Very Easy To Make (Power Amplifier)

Tu hi guys- mera naam prabal hai aur aapka fir se swagat hai hamare is naye blog mein. Aaj ke is blog main hum log ek powerful audio amplifier banana sikhe ge. 6283 IC ki madad se.

Components Required...
  1. 6283 IC. [ Click Here ]
  2. 470uf 25volt Capacitor. Click Here ]
  3. 4.7uf 50volt Capacitor. Click Here]
  4. 100 Ohms Resistor. Click Here]
  5. 15k Resistor. Click Here]
  6. 10w To 20w Speaker. Click Here]

Yeah IC, amplifier ke liye hi Jana jata hai. Is IC se aap single channel or double channel ka audio amplifier bana sakte hain. Ab aap soch rahe Honge ki single channel kya hai aur double channel kya hai. To main apko batadu single channel mein kewal Ek speaker connect Hoga aur double channel mein 2 speaker connect Honge. Lekin single channel ka circuit alag hai aur double channel ka circuit alag hai. Dono mein jyada difference Nahin hai kewal or kewal capacitor or resistance ka difference hai.

Circuit diagram of single channel audio amplifier.


6283 IC Pinout.


Components Images.


▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁



▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁


Agar aapko single channel ka audio amplifier banana chahte Hai. toh main uske upar pehle se hi Ek video ready kar ke rakha hai aap wo video dekh sakte hain. video dekhne se aap ko kafi help hoyega audio amplifier banane mein.




lekin aap double channel ka audio amplifier banana chahte Hain To uske liye aapko wait karna padega main uske upar jald hi video lekar aaunga. lekin aap wait nahi kar sakte to aap Google search kar sakte hain 2 Channel Audio Amplifier Circuit Digram,


aap beginner hai yani ki aap electronic ke field mein new Aaye hai To aap khoya circuit banane mein thoda pareshani hoga. Aap chahe To mere video ko aane ka wait kar sakte hain. Main jaldi Two channel audio amplifier circuit ke upar video banaunga.



1 comment:

  1. Can you show how to connect micro phone to this circuit.

    ReplyDelete